Main Phir Aa Gaya Poem by imnt alive

Main Phir Aa Gaya



main phir aa gaya
hain main phir aa gaya
na by chitti, na by mail
na by telegram
main to direct tumhare khalyon mein
har pal tang karne
har pal gunguna
muskrane
hasne aur hasane
lo main phir aa gaya
thodha tang karunga
thodha dimag khaunga
thodha khudh muskraunga
thodha tumhe hasaunga
bas main to chalta hi jaunga
yuhi duniya ko tang karta jaunga

koi chahe kare shikayet
koi nikale galian hazar
koi muskra kar sharma jaye
koi halka sa dara jaye
main to tang karta rahunga
lo main phir a gaya..........

COMMENTS OF THE POEM
Mahfooz Ali 31 December 2008

to bhaiya tu gaya hi kab tha..........? ? ? ? ? ? ? ? ? ? ? ? ? ? ? ? ? ?

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
imnt alive

imnt alive

jannat e hasin
Close
Error Success