Main Badal Gaya Hu Sayad Poem by imnt alive

Main Badal Gaya Hu Sayad

main badal gaya hu shayad
main badal gaya hu
aab mujhe utna farak nai padhta jitna pehle padhta tha ruth jane par
parwah nai karta ab main chut jane par
main badal gaya hu shayad
ab chahta to hu bhag jaau
ek alag si ek nayi si duniya mein jaau
hairaan na ho pareshan na ho
aaj is waqt ek AJAB SA SAKUUN SA HAI
hain sakuun hai mujhme
tum sochte hoge par nai
jante ho kya chahta hu
kuch din jo hai
main khul ke muskrana chahta hu
main ye din khub masti se jeena chahta hu
hain pathar jo rakha tha vo pighal nai saka
thodha pathar ho gaya hu
aab koi farak nai padhta


-
alive Inc

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
imnt alive

imnt alive

jannat e hasin
Close
Error Success