Be-Basi Ka Mara Ek Musafir Hai Tu Poem by Mohammad Sahil Raza

Be-Basi Ka Mara Ek Musafir Hai Tu



Be-basi ka maara ek mushafir hai tu
Ab bhala kis ke dil me hai tere liye zusatzo


Aaj fir maine hawaao ko ahbaab-e-dil bana liya
Ye saba tere badan se aati hai watan ki khusabo


Ek dil tha mere sine me shilaabo ke saath beh gayq
Ab gul-o-guljaar-o-khusbo-o-bahaar kaisi zustzu


Tu hijaab me hai fir bhi ye khabar hai mujhako
Ye bewafa wafa ke saath teri kya aabaro


Jise yaad karte hi khalish be lagaam ho jaati hai
Sahil mehfil lagaao aaj hogi sirf unki guftagu

Sunday, November 2, 2014
Topic(s) of this poem: sad
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
I'm alone in the world
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
1 / 8
Mohammad Sahil Raza

Mohammad Sahil Raza

Madhya Perdesh india
Close
Error Success