Mere Daaman Per Jaam Ki Pyaali Aise Tuti Poem by Mohammad Sahil Raza

Mere Daaman Per Jaam Ki Pyaali Aise Tuti

Mere daaman pe jaam ki pyaali ayese tooti
Jaise maalaye toot ke bikhar jaati hai


Socha tha kuch baat karenge unse mil kar
Wo to her baat se mukhar jaate hai


Sabhi apna mukaddar sitaaro me dekhate hai
Our hum to sitaaro se bhikhar jaate hai


Chaar kadam hi chale the daaman pakad kar hum
Ab to her baat pe unki manzil badal jaati hai


Hame fursat nahi koi our hashi manzar dekhane ko
Our unki nigaahe to dar-badar bhatak jaati hai


Baithe hai apna mukaddar aaine me dekhane ko
Jaaye ab wo ab wo jidhar jaate hai

Sunday, November 2, 2014
Topic(s) of this poem: sad
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
I'm alone
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success