Mohammad Sahil Raza

Mohammad Sahil Raza Poems

Be-basi ka maara ek mushafir hai tu
Ab bhala kis ke dil me hai tere liye zusatzo
...

Mere aansuo ko poche koi yesa gumgusaar hota
Dur Karta meri khilwato ko ya rab mera koi to yaar hota
...

koi aag na shola na samma jala rakhkha hai
Hum ne teri yaad me khud ko jala rakhkha hai
...

Mere aansu mere daaman me simat jaaye
Ya rab koi aisi rahamat ata kar de

Rahu chahe mai duba gam ke samander me
...

Haatho me lagi hai mehndi unke surkh jode me saji hai wo
Aaj to hum bhi unke mehfeel me sarik-e-jasan honge
...

Mere daaman pe jaam ki pyaali ayese tooti
Jaise maalaye toot ke bikhar jaati hai
...

Na pucho kya gujara tha dil ke aasiyaane pe
Ek nafasi ka aalam tha waapas lout jaane per
...

Mere janaje ko abhi mat dafanaao yaaro
suna hai wo bhi aa rahe hai saath mere
...

tassaur ke aalam me itni siddat hai ke
lamho ko gujarte wakhat nahi lagata
yaado me ab to taaveer najar aati hai tumhaari
...

Dil ki zami pyaasi hai ek jamaane se
barsaat edhar bhi aaye to baat bane

bahaare to bahut aayengi zindagi me
...

wo aaye.N hai mere paas, koi baat banegi
Aaj din hai bahot khaas, koi baat banegi

jagmagaati dhup hai. Baarish bhi hai saath me.N
...

Ye chaman na ho, ye gulishtaa.n na ho
Ab is diwaane ka koi imteha.n na ho
...

Tujhe bazm-e-khyaal hai zamaana kya kahega
Waada-e-wafa se mukhar jaau diwaana kya kahega
...

Dil-e-naada hum unki yaad me baithe hai
Kuch khawaabo ne keh diya kuch baat liye baithe hai
...

Is tute dil se tumhe our kya dua dunga
Tum mujhe bhula dena mai tumhe bhula dena
...

Mohammad Sahil Raza Biography

Mohammad Sahil Raza (born in 1994 in madhya perdesh india) is an urdu poet He is one of the leading urdu poets in india and has successfull published of poetry and comeing soon a new book here prosanal life: - Mohammad sahi is a young poet and greguade from R.G.P.V. University bhopal india)

The Best Poem Of Mohammad Sahil Raza

Be-Basi Ka Mara Ek Musafir Hai Tu

Be-basi ka maara ek mushafir hai tu
Ab bhala kis ke dil me hai tere liye zusatzo


Aaj fir maine hawaao ko ahbaab-e-dil bana liya
Ye saba tere badan se aati hai watan ki khusabo


Ek dil tha mere sine me shilaabo ke saath beh gayq
Ab gul-o-guljaar-o-khusbo-o-bahaar kaisi zustzu


Tu hijaab me hai fir bhi ye khabar hai mujhako
Ye bewafa wafa ke saath teri kya aabaro


Jise yaad karte hi khalish be lagaam ho jaati hai
Sahil mehfil lagaao aaj hogi sirf unki guftagu

Mohammad Sahil Raza Comments

Mazhar from pakistan 22 July 2022

AP ja ak kalam ha, jub sy Daria gya paison ki nagabani my, phr gator or takbur na raha pani m. Ye pray kalam chy.

0 0 Reply
Mazhar from pakistan 22 July 2022

AoA, Dua ha ap sadqa bibi pak k Bakhreat hon gy. AP jka ak kalam

0 0 Reply

Mohammad Sahil Raza Popularity

Mohammad Sahil Raza Popularity

Close
Error Success