Aazaadiyan Poem by sagar patil.

Aazaadiyan

Rating: 4.0


Pairon ki bediyan khaabon ko baandhein nahi re, kabhi nahi re
Mitti ki paraton ko nanhe se ankur bhi cheerein, dheere dheere
Iraade hare bhare jinke seenon mein ghar karein
woh dil ki sunein karein, na darein

Subha ki kirnon ko rokein jo salakhein hain kahan
jo khayalon pe pehre daalein woh aankhein hain kahan
Par khulne ki deri hai parinde ud ke choomenge
aasman, aasman, aasman

Aazadiyan, aazadiyan maange na kabhi
milein milein milein
Aazadiyan aazadiyan jo chheenein wohi
jee lein jee lein jee lein

Kahani khatm hai ya shuruaat hone ko hai
Subha nayi hai ye, ya phir raat hone ko hai

Aane wala waqt dega panahein
ya phir se milenge dorahe
Khabar kya, kya pata

COMMENTS OF THE POEM
Farah Ilyas 02 June 2013

Wao you wrote in Urdu Language in such an impressive way..well done

0 0 Reply
Shahzia Batool 04 May 2013

the poem shows a vast imaginative horizon: Subha ki kirnon ko rokein jo salakhein hain kahan jo khayalon pe pehre daalein woh aankhein hain kahan Par khulne ki deri hai parinde ud ke choomenge aasman, aasman, aasman well-written! ! !

0 0 Reply
Payal Parande 22 August 2012

so beautiful and truth from the delicate heart of yours......a splendid write like always i love it, thanks for sharing, love, payal

1 0 Reply
Lalit Kumar Deb 22 August 2012

I have read all the poems. They are reflections of strong emotional feelings.

2 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
sagar patil.

sagar patil.

maharashtra, india
Close
Error Success