Virah Poem by Pushpa P Parjiea

Virah

Rating: 5.0

oo asma ke sitaron kar lo kuchh rukh is or bhi


meri kuchh suno or sunao tum kuchh aapni bhi


janti huntumchamkte ho andhiyari raton me


par ham insano ke dil ke diye ujiyariraton me bhi

bujh jate hain


jab kabhi chha jaye andherais jivan ki rahon me

tab tumhe dekhek mrigtrishna sijagti haimann me

kyunki

tumame ham aapne priy jan ko nihaar lete hain


tum sath sath timtimate bade pyare se dikhte ho


ham aanjali bhar kuchh pal ko uska sukh le lete hain


etane hasin lagate ho dur se pas se na Jane keise


dikhte Hogetum. kai virHi (alon) akele sambhandho ki


Dard bhari dastan roj sunte Hoge tum. kash.! Mai aakar


Batla sakti tumkoki virahi Mann keise tadpe hai.


Gopigeet suna kar tumkobatati virah agan ki jalan


kya hoti hai.. Or batlati ram or sita kikahani


jisnekitna virah jhela tha.radha Krishna ke virah ki


Bat hi aneri hai..O Asma ke sitaron tum mera ek


sandes dunia ke banane vale takpahucha dena


Ki gar naseeb me milna likha hi na ho to kabhi kisi ka


dil kisi se na laganakyunki virhi sirf premi nahi hua


Karte ma yashoda or baba band bhi Krishna viyog ki aag

me jala karte gain

Virah ki jalan ka kya kahen dosto ye vo tadap hai Jo na

jine deti hai na hi Marne deti hai

Tuesday, August 6, 2019
Topic(s) of this poem: abc
COMMENTS OF THE POEM
Rajnish Manga 06 August 2019

If possible, please edit and remove the needless space seen between the lines.

1 0 Reply
Pushpa P Parjiea 07 August 2019

Thanks alortt bhai for good advise .. Ya sure I will try my best

0 0
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success