Meri Maa Poem by Rahul Awasthi

Meri Maa

Rating: 4.4

Rone ka salika bhi bhula deti hai..
Agar maa yaad aa jaye to Ji bharke rula deti hai...
Jab bhi ab saaye bhi tere mujhe yaad aate hai...
Dil garaj uthata hai maa, aankho me tufaan aate hai...
Ye aankhe aaj bhi tumhari vapsi ki ummeed rakhti hai...
Mujhe pta hai maa tu dekhkar mera bachpna hasti hai..
Maa ab jab bhi tu milti hai mujhse itna rulati kyu hai..
Tutata hai jese hi sapna mujhe chhod jati kyu hai...
Ab to ek hi sapna hai maa jo me chahta hu sach ho jaye...
Mile kisi roj tu sapne me or tabhi jeevit ho jaye...
Or tabhi jeevit ho jaye...

Sunday, June 5, 2016
Topic(s) of this poem: mother,mother and child
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Meri maa
COMMENTS OF THE POEM
Sonali Kumari 23 July 2016

Nice lines! ! ! ..... With deep feelngs :) .......

2 0 Reply
Rohan Kumar Mishra 10 September 2016

Bht achhi kavita likhi hai aapne Rahul Panktiya bht khubsurat aur emotions se bhare hai padh kr bht achha laga. Thank you

1 0 Reply
Rohan Kumar Mishra 10 September 2016

Bht achhi kavita likhi hai aapne Rahul Words bht khubsurat aur emotions se bhare hai padh kr bht achha laga. thank you..

1 0 Reply
M Asim Nehal 29 August 2016

Tutata hai jese hi sapna mujhe chhod jati kyu hai...JITNA KAHE UTNA KAM...MAA KA KOI SANI NAHI

1 0 Reply
Abduhoo Salamath 29 August 2016

ma ki yaad sabhi ko aati hai yarooo...is ko apne andaz me khoob bayan kiya hai....nice

2 0 Reply
Kavita Singh 27 August 2016

very nice....maa tu hoti pass agar.....

2 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success