Isliye Duriya Badhane Lga Hu M Poem by kartik kocher

Isliye Duriya Badhane Lga Hu M

Rating: 5.0


Isliye duriya badhane lga hu m

na janu kyu tje chahne laga hu m, ,
nadan dil ko b samjhane lga hu m, ,
pr ye dil to dhadkta h sirf tere liye, ,
pr tu chahta h ya nhi, isliye duriya badhane laga hu m, , ,


pta to tje b nhi k tu chahta h ya nhi, ,
aur chhodh de mje aur tanha ho jaye kahi, ,
apne dil ka haal batane tje laga hu m, ,
pr tu chahta h ya nhi, isliye duriya badhane laga hu m, , ,


tu aaya meri jindgi me ek chahat k jaise, ,
hota h jb sath tu lagta h rahat ho jaise, ,
pr teri is najar-andajgi(ignornce) se khud ko satane lga hu m, ,
pr tu chahta h ya nhi, isliye duriya badhane laga hu m, , ,


ye pyar kb hta h na jane koi, ,
pr tjse dur hokr aankhe meri h royi, ,
aankhe khuli ho ya band tje samne pane laga hu m, ,
pr tu chahta h ya nhi, isliye duriya badhane laga hu m, , ,

COMMENTS OF THE POEM
Ruby Mostazir 31 December 2013

nice :)

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success