Na Jane Kyu Fir Ek Dum Se Teri Yaad Aa Jati H, , , , , , , Poem by kartik kocher

Na Jane Kyu Fir Ek Dum Se Teri Yaad Aa Jati H, , , , , , ,

Rating: 5.0

Sona to chahta hu, palkein b jhook jati h, ,
Na jane kyu fir ek dum se teri yaad aa jati h, , , , , , ,

Yaddon ka manjar fir aur badh jata h, ,
Jab najro k aage tera chehra aa jata h, , , ,
Palkein fir u tjhe dhundne lag jati h, ,
Tanhaiyo me b teri aawaje gunjne lag jati h, , ,
Na jane kyu fir ek dum se teri yaad aa jati h, , , , , , ,


Uth kr fir m bahar aa jata hu, ,
Aasma ko dekhta hu aur jor se chilata hu, , , ,
Chand ki chandni fir kuch kahne lag jati h, ,
Dekhte he dekhte aankhe meri bahne lag jati h, , , ,
Na jane kyu fir ek dum se teri yaad aa jati h, , , , , , ,


Ponch leta hu apni aankho ko kahi koi dekh na le, ,
Rota hu m ku, kahin koi puchh na le, , , ,
Sochu b agr bhulane ke tje, ,
To dhadkne meri kyu rukne lag jati h, , , ,
Na jane kyu fir ek dum se teri yaad aa jati h, , , , , , ,


Tere jane k baad mje kya hne lga h, ,
Bhiggi palkon ko jhhuka kr kArT! k ab sone laga h, , , ,
Nind b mje sabr ka ghoot pilane lag jati h, ,
Aur ku sote sote meri nind fir se khul jati h...
Sona to chahta hu, palkein b jhuk jati h, ,
Na jane kyu fir ek dum se teri yaad aa jati h, , , , , , ,

-KARTIK KOCHER

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success