Hum To Bas Baghe Ja Rahe Hain Poem by imnt alive

Hum To Bas Baghe Ja Rahe Hain



dekho ye duniya rang aajeb
har dil mein chipe gam aajeb

khushi lagti hai juthi in gamo mein
har chehre pe aayi hansi aajeb

bas hum to bhage ja rahe hain
na jane kis dor mein
kis cheez ki talash hai hume
kis khushi ki aas hai hume
hum hum to bas baghe ja rahe hain

do min ruk kar puche hum fursat se
ye doorrh kaunsi hum laga baithe
kis manzil ki talaash mein hum sab kuch guva baithe
hum hum to bas baghe ja rahe hain

na jane kis dorrh mein
na jane kis horh mein
khushi ko bhula kar
gum ko chupa kar
chehre par juthi hansi laa kar
baghe ja rahe hain

kisi dor mein

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
imnt alive

imnt alive

jannat e hasin
Close
Error Success