Aik Nazam Poem by Yasmin Khan

Aik Nazam

Rating: 4.5


Tumhein soch kar kuch likhna
Meri tehriron mein rang bhar deta hey
Ankhein band kar loon to
Lamha lamha munjamid ho jata hey
Kitni ajeeb si baat hey
Ke kalam mein itni taqat hey
Sochon se rang chura ke
Kaghaz peh bkhair deta hey

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
...and I could find some more lines in Urdu
COMMENTS OF THE POEM
Gajanan Mishra 17 June 2013

rang chura ke, good poem, thanks.

0 0 Reply
Muhammad Ali 05 January 2014

bohat pyara kalaam hy. yaad, harf harf jab, sher, main bun'nay lagoon. ghumaan karoon, kisi qadar, woh bhi bheegti hogi.

0 0 Reply
Ramesh Rai 11 July 2013

Kitni ajeeb si baat hey Ke kalam mein itni taqat hey Sochon se rang chura ke Kaghaz peh bkhair deta hey beautiful write

0 0 Reply
Aftab Alam Khursheed 19 June 2013

Aik Nazam by Jasmeen Khan is a good poem/kalam mein itni taqat hey, Sochon se rang chura ke, Kaghaz peh bkhair deta hey // Courage of the pen that steals the colours from the thought and paints on the paper very nice Jasmine

0 0 Reply
Farah Ilyas 18 June 2013

Tehreer k bandhano ko wushato me dakel deta hai.... le k apni yadon k anchal me, sath rang baker deta hai... ankh jub num ho meri uski yadh me, lga k gale, meri zindagi me khushiyan samo deta hai....... bin bulaye mere dil me utar k gumgen lamhat ko furhat bukhsh deta hai... Sochon se rang chura ke Kaghaz peh bkhair deta hey.......beautiful poem sis, keep on sharing

1 0 Reply
Shahzia Batool 18 June 2013

... and these more lines are very good!

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success