Abt D Same Gal Poem by imnt alive

Abt D Same Gal

aao mile is ladki se
kehte hain isse complete world
kuch khatti kuch meethi
aanjani si chulbuli si
ladhti hai jag se apno ke lie
parwah nai karti kisi ki sapno ke lie
chupa hai iske andar ek aajab sa noor
asal duniya se hai ander ki ruhi bahut duur
sapne hai kisi ko batane se darti
kho na jaye kahin ye unke lie marti
har koi chahe isse baat karna
magar ek akeli ruhi ko har koi pareshan karta
gussa jab aata hai isse
bande ko sabak sikha deti hai
bin bole bin kahe bahut kuch batla deti hai
sach to ye hai k isse ander se bahut kam log jante hain
hai kya kahu aur aage
iska kehna har koi mante hain
karna chahti hain khudh ko paar
ye har sabab janti hai
aur kya kahu iske baare mein
ye sach aur juth mein ferek pehchanti hai
-
alive Inc

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success