daieem khan

daieem khan Poems

2012 ki aathma khata

Ajj mai is duniya me nahi hu
par basi hai meri yaadien har ek ke dil me
...

I wonder that god has ever made a girl like her
her eyes make thee forget the 7 wonders
the anger lies on the tip of her nose,
a small joke and she explodes.
...

mera janm kaha huwa kaise huwa mujhe pata nahi
mera koyi naam nahi
mere ek nahi hazaro naam hai
pata nahi mai apne app ko kya bulahu
...

ek hesas hai ye dosti
Ek sapna hai ye dosti
har kisi ke kismat me nahi hai ye dosti
apne app me e zindagi hai ye dosti
...

SONE KI AATHMA khATA

MAi swarn, mai sona
Mai nahi hu koyi khilona,
...

The Best Poem Of daieem khan

2012 Ki Aathma Khata

2012 ki aathma khata

Ajj mai is duniya me nahi hu
par basi hai meri yaadien har ek ke dil me
chod aay mai duniya ko aur kho gaya mai sapno me

tha mai sirf ek hi saal ka mheman
diye mai ne khuch anmol pal tumhe
tho kuch dukh bhare mahol
sunayi thi mai ne tumhe duniya khatam hone ki kahaniya
kyu ki jane ke baad bhi rahna chata tha mai tumhare dil me

kabhi hasaya tumhe tho kabhi rulaya
chala gaya mai chod ke tumhe
sikha ke zindagi ke kuch tarike
hu mai bahut khush nasib
kyu ki bani hai mujhe pe picturre
jaan ke ye ho jata hu mau khush.... :)

par ye khushi ke beech aa jata hai ek dard: (
ki tum log 2013 ki aane ki khushiya mana rahe ho
use apne zindagi me bularahe ho
par kisi ko bhi mere jane ka dard nahi hai
koyi bhi mere jane ka gham nahi mana raha
koyi bhi meri kamhi mhesus nahi kar raha

bana diya hai mujhe tum logo ne paraya kuch hi dino me
par mai ye hi dua karta hu khuda se
ki mile tumhe wo saare khushiya jho mai na de paya
khush hu mai ki jake bhi mai tumhe hasaya...

written By
: Daieem Khan

daieem khan Comments

daieem khan Popularity

daieem khan Popularity

Close
Error Success