Dosti And Friendzz. ≪3 ≪3 ≪3 Poem by daieem khan

Dosti And Friendzz. ≪3 ≪3 ≪3

ek hesas hai ye dosti
Ek sapna hai ye dosti
har kisi ke kismat me nahi hai ye dosti
apne app me e zindagi hai ye dosti
mere zindagi ka ek hissa hai ye dosti
kuch anmol hai mere dost zindagi jeena sikhate hai ye dost
hai itna vishwas mujhe in dosto me
hai itne ummeed in dosto pe
pata hai mujhe
jab bhi mai Aankh band kar kholunga
pahunga mai inhe khud ke samne
mere har khushi har dukh me saat rahte hai
ye dost
zindagi jeene ki ek wajha hai ye dost
umeed nahi thi is zindagi se
bhatak gaye the hai apne zindagi se
wapas rah pe aane ki ek wajha hai ye dost
pata nahi khuda ko kya pasand aaya hum me
jho hame diye tum jaise dost
khush kismat hai hum jho paye tum jaise dost
bas ye hi dua hai khuda se kabhi alag na karna
hame in dosto se

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
i hav dedicated this poem to my friendz
dey play a great role in my life...
n describing dem n my life i hav written it....
hope u vl like it...
THANK YOU
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success