AYUSH RANSINGH

AYUSH RANSINGH Poems

1.

Har paodha hi kuch khas hai,
kya iski mahatva ka hume ehsas hai?
Anginat hume isse aas hai,
phir kyu simit iske bachav ka prayas hai?
...

kal hi to meine sikha tha chalna,
jana duniya ki aadat hai badalna,
phir do pal me ye kya badal gaya?
shayad zimme-dariyo ka jaadu chal gaya.
...

At the begining, road was bit unclear,
by the time we enjoyed and passed a year,
Friendship grew so that each one changed to our dear,
Few did an up, others a down gear,
...

Kyu mujhse naraz hai,
teri khamoshi me jane kon sa raaz hai?
Rukna tujhe nahi ata,
teri dhimi gati mujhe hai satata,
...

Har taraf Paani hi chaya hai,
Jaane ye Barish kaisi saugat lekar aya hai,
Kya ye kisano ki phasle lehrane ka sanket laya hai,
ya ye Garibi ki ladai me Ankush ban kar aya hai.
...

The Best Poem Of AYUSH RANSINGH

Green

Har paodha hi kuch khas hai,
kya iski mahatva ka hume ehsas hai?
Anginat hume isse aas hai,
phir kyu simit iske bachav ka prayas hai?
sabhi karenge iski raksha, aisa mera vishwas hai,
Har paodha hi kuch khas hai...

AYUSH RANSINGH Comments

AYUSH RANSINGH Popularity

AYUSH RANSINGH Popularity

Close
Error Success