Dil ke khayalon ko
na utaro kagaj par yadi,
toh gumnam palon mein kahin
kho jaate hain ye.
shabdon mein piro doon toh
kavita ban jaate hai ye.
bhavon mein jata doon toh
kahani nai keh jaate hain ye.
zindagi mein yadi rang na hoon
toh kahan aate hain ye.
charon aur chayi ho gar, virani
toh kahan chale jaate hain ye.
This poem has not been translated into any other language yet.
I would like to translate this poem