Shaam (Janha Wo Sham Ho Jaye) Poem by H. wafa Memon

Shaam (Janha Wo Sham Ho Jaye)

Rating: 2.3




Mera us pay nahi ikhatiyar magr ek bar to aye
Pher say us mehfil main janha wo sham ho jaye
Judai main is KY sewa nahi majareb koi nuskha
Jis ki khater ye dil toota WO hi is dil ka wayed hp jaye

Naye raston ki nahi pehchan kanha mil ky bechahry thy
Magr dil ruk ruk KY kehta hy kash WO inhi raston py mil jaye

Kabhi anchal Kabhi ungli pakar kar sath chalti hain
Us ki yaaden December main jab kisy koi shaal pehnaye

Ajab ye sanhiya hoga agr wo milny aajaye
Magr Na WO milny aaj tk na hum hi usy bohl paye

Dil ki dehleez pay kisi dard ka pehra na lagy
WAFA DECEMBER main banad har ketab-e-dard hojaye

COMMENTS OF THE POEM
Abduhoo Salamath 15 August 2016

Ajab ye sanhiya hoga agr wo milny aajaye Magr Na WO milny aaj tk na hum hi usy bohl paye... bahuth khoob... aur thoda mehnath keejiye kamyab shaira banjaoogey..

0 0 Reply
Abduhoo Salamath 15 August 2016

Ajab ye sanhiya hoga agr wo milny aajaye Magr Na WO milny aaj tk na hum hi usy bohl paye.. bahuth khoob.. aur thoda mehnath kijiye... kamiyab shaira banjogey..

0 0 Reply
Ameer Mandhro 23 May 2012

too Decmeber ki sard shamoon ka zikar yoon na chera kar wafa ki baat hoti hay, to hamen ek bewafa yaad aata hay. ham ne to bas use bhula hi diya ek itefaq e waqt sajh kar wo kia tha hamen hi jane, hame ore qisse kia sunata hay................kabeer

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
H. wafa Memon

H. wafa Memon

Sindh pakistan
Close
Error Success