Pollution Ka Revolution Poem by pinaak dadhich

Pollution Ka Revolution

ho raha hai sabhi jagah pollution
kya nahi hai iska koi solution
agar nahi hai iska koi solution
toh aao milkar kare revolution
jindgi ke gahre kuve me
padi kahi par jo muskaan thi
na jaane kyon mil rahi vo sareaam thi
agr hum roj lagaye ek ek podha
toh apne aap ho jaayega reasult
seedha
aur agr karna hi hai kisiko pollution
toh phir kyon na kare hum bhi revolution
kar raha hai koi is pankti ko padh ne ke baad bhi pollution
tabhi to ho raha hai deadly style me green revolution

Wednesday, October 21, 2015
Topic(s) of this poem: pollution
COMMENTS OF THE POEM
Pinaak Dadhich 21 October 2015

kripya comment or vote ek maatra 15 saal ke bache ke liye chalu rakhe plz be open the sources of voting and commenting for a 15 years child

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success