Mujhe Ishq Ho Gya H Poem by albert gautam

Mujhe Ishq Ho Gya H

mujhe ishq ho gya h
kya khu kese khu ku ho gya h
raat jo aayi sarhane kal toh ek khwab dekha h
shayad khwab me nazar aaye us chehre se ho gya h
khi tha mai us pal uske saath hi
woh kon thi pta nhi
vo chehra savere ki aankhon ke khulte hi kho gya h
jiska hath pakde fir rha tha
angrez-e-dilli ki galiyo me mai
puchha jab logo se teri vuassat byan krke
tu or bhi anjan ho gya h
ky kru kese dhundhu use ajib si kashmakash h
naam pta kuchh puchha nhi
uska hassas ehsaas zehn-e-insaani me so gya h
aankhn ke dareecho pe tera aks h
tere aasman se is zameen phla malhaar ho gya h
tere khayal ka bhi khayal rakhte h intezaar krte h tere didaar ka
ki tujhe dhundhte dhundhte ye bashar aavam ki bheed me kho gya h
ek ajnabee chehre se na jaane ku
mujhe is qadar ishq ho gya h

Saturday, August 12, 2017
Topic(s) of this poem: love
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success