Meri Pyri Gudiya Poem by rohit patel

Meri Pyri Gudiya



chand ki roshni me, ek shuhani shaam aayi, ,
hmre yha ek nnhi si chidiya aayi.
chhoti si jaan, dunia se anjan, ,
thodi si sahmi, thodi si paresaan, ,
aayi is dunia me bs thodi thi hairan, ,
kali nili chamkti aankhe, apno ke bich me.
vh to thi hamari dulari gudiya! !

phudkti rhti thi hr pal,
komal hatho se pakde mamta ka aanchal, ,
dukh sukh se bhari aajib si dunia me,
apne ke bich udti is neel gagan me, ,
kacche mitti ke bne is makan me,
pankho ko samet kr,
jami pr utri h hamari gudiya! !

chalti phirti girti chidiya, har bar gir kr ud jati gudiya, ,
gagan me bahti tez havao ki raphtar me, bad rhi thi apne bachpan ki katar me, ,
bahut khus thi nye sansar me, ,
aasmano me jakar, havao se darti chidiya,
paylo ki jhankar se,
aangano me khelti hamari gudiya! !

beet gya bachpan, beet gyi sb baate, ,
aajayengi ab aangno me suni raate, ,
apno ke kahar se, jivan ke nye pahar me,
dur kisi is pedh se, ak nye dagar me, ,
ghosla bnyegi na jane kis sahar me, ,
hr din ka subah sham me dal gya, samay badal sa gya, ,
ghar ghar me phudkti chidiya,
na jane kb shyani ho gyi pyri gudiya! !

kaisi h aaj hamri nanhi chidiya,
soch kar yhi hr shaam badal jati h, ,
apno ko bich, aajadi ke is pinjare me,
shyad ab jeena sikh hi gyi hogi us nye sahar me, ,
sukhe tute ghosle ko yu na bhulana,
aaj bhi h vhi purana aashiyana, ,
tez havao se ab na darti chidiya,
jamane ke sath chalti meri gudiya! !

nnhi gudiya, pyri gudiya
meri sbse dul

Thursday, March 13, 2014
Topic(s) of this poem: love
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
for my loving coming daughter
COMMENTS OF THE POEM
Akhtar Jawad 09 September 2014

Rohit aapki yeh sunder kavita aankhon se man mein utar gai.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success