Khowahish Poem by farhat zaidi

Khowahish

meri khowahesh hai youn jushan manaya jae
meray MOLA ko bhe mahfil may bolaya jae

member e syed e ibraar hai khali keuun kar
yahann imam e zammana ko bethaya jae

mujh se MOLA tera kaseeda na parha jae ga
khhuld se mesam e tammar ko laya jae

hum na thay khum kay maidan may raab e akbar
ajj pher aysaa he maidan sajjaya jae

khowaheshen ajj meray del ke neekal janay do
jaam kosar ka mujhay ajj pelaya jae

jo samajhtay hain mohamad ko basher khud jesa
zinda un sabb ko dewaron may chunwaya jae


ek mahhal hum ko bhe sadka e ALI ho bahlool
pher ose khowaab may hum sab ko dekhaya jae

daffen pahloo may nabi kay nahi hotay mujreem
inn ko kabroon se nekalwa ke jalaaya jae

yeahe hasraat hai MOLA teray dewanoo ke
ajj hum ko tera dedaar karaya jae

haydari naaron se dahlia do yeah sari dunya
sonat e mursal e azaam ko dohraya jae

sontay hain aresh e moala pay sama jushan ka hai
kesi konay may sahe hum ko bethaya jae

MOLA hum sabb ke tamanaoun ko pora kar do
Aan kabay may tera jashaan manayaa jae

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success