Sonnat Poem by farhat zaidi

Sonnat

Mujhay batao ki sonat se peyar hai kay nahi
RASOOL e pak se sari bahaar hai kay nahi

Otha kay hath dekaya tha saray majmay ko
NABI kay Qoul pay kuch itabar hai kay nahi

Bakheen bakheen kaha teray sadeeq akbar nay
Ab bhe sadequn may oska shomar hai kay nahi

Zeyarat e wajjhaay MOLA ALI ibadaat hai
Ami ayesha bhe shiat ka shekaar hai kay nahi

Kaha hai mai nay kahan tum se ya ALI bolo
Lab e farooq pay yeah bar bar hai kay nahi


Mushkil may adam se khatam pukartay tahay jesay
Tera bhe MOLA pay dar o madaar hai kay nah

Mujhay na kah zara khud par nazar bhi dal kabhi
munkereen e sonat e nabvi kufaar hai kay nahi

Meray Rasool ko unparh samajnay waly sun
Onnhe ke ilem se tera waQaar hai kay nahi

Falan menaar geeray saar se taj shahoon kay
Waqtay zahoor nabi tha, inkaar hai kay nahi

Zara se deer ko munseef to ban kay soch zara
Nabi se zeyada tujhay ravi se peyar hai kay nahi

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success