Kaisa Hai Zamana! Poem by S.K. Juneja

Kaisa Hai Zamana!



JAB THA MEIN DUKHI...THA DIL TUTA HUA...
JAB THA MEIN TANHA..THA HER LAMHA LUTA HUA...

DEKH MUJHE HER CHEEJ NE..TAB
APNI THOKAR PE RAKH DALA
JAISE PHENKA KISI NE MUJH PAR..
GARAMA GARAM..CHAI KA PYALA

DEKH MUJE HER BAAT NE..TAB
NAG KI TEREH DAS DALA
JAISE DEHKA HUA KOI ANGARA..
RAH ME MERI RAKH DALA..

DEKH MUJE HER RAAT NE..TAB
ANDHERA HI ANDHERA KAR DALA
JAISE PHENK TEJAB KI BHARI BOTAL KO MUJ PAR..
AAJEEWAN ANDHA MUJHE KAR DALA..

KOI HAI JO..SAMJHAYE..ISS JAHAN KO..
MERE DUKH SE ANJAN ISS MAHAN SAMMAN KO..
K..KYO BEDARD HO..TUM SAB..MAT MARO ISS INSAN KO..
KYA BIGARA ISNE TUMHARA..KYA JAWAB DOGE TUM APNE BHAGWAN KO..

KHANJAR KI NOK PAR KARE BALATKAR..
NOCHE ARMANO KO..GIDH KI TEREH..

KYA HAI YE AFSANA..HAI KAISA HAI ZAMANA...

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
1 / 1
S.K. Juneja

S.K. Juneja

ROHTAK
Close
Error Success