Gunda Raaj Poem by Himanshu Dubey

Gunda Raaj

Raaj gundo ka chal raha..
Niti main bhrstachar chal raha..
Garib ho rahe aur garib,
sach main bharat badal raha.-
Netao ka to mast haal hain.
kha rahe free ka maal hain.
Ulahne dene se hga kuch nahi,
gende jesi inki khal hn...
Kisano par praly hain chl raha.
sach main bharat badal raha...-
Afsar krte hain bus vishram.
sifr faylo main hota hain kaam.
Majdooro ka pet kon bharega.
afsar kha rahe inka daam..
Bhrstachar samudr sa bad raha..
Sach main bharat badal raha..-
Ye sab milkr desh ko hain kha rahe.
Swadhinta ki jese lutiya duba rahe.
Gandhi ji ka swapn toota ja raha.
Firangiyo ki chaal ab apne apna rahe..
Yaha to ghar ghar m vishvyudh chal raha.
Sach main bharat badal raha..(H.D.

Thursday, June 18, 2015
Topic(s) of this poem: corruption,politics
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success