Gandagi Ki Aadat (In Hindi) Poem by jyoti negi

Gandagi Ki Aadat (In Hindi)

Hum sabka apna mulya h.
Har koi khush nahi,
par pareshan rehana kisi ki aadat to nahi? ?
Har kisi ki apni ahemiyat h,
Jashn manana kise pasand nahi
Par khushi ka ehsaas sirf jashn to nahi? ?
Labjo ka kya h, muft m nikalte h
Par sabdo ka mol to duniya badal deta h..
Haa, behatar hoga ki m chup reh jau,
Par kya pata mere hi kuch sabd mujhe yaha rehana sikha de!
Ab to khamosh diwaar khusnaseeb lagne lagi h
Sunti sab h par kehati kuch nahi h,
Man ka maill saaf ho ab ye jahan m lana muskil h
Sach to ye h ki jine ki aadat ho gayi h is gandagi m
Raaste kitne bi saaf karle ye sarkaar
Par man ke maill pe hukum kiska chala h, , , ,
Ab to ye lagne laga h, swaarth(selfishness) ahainkaar to bas suruwaat h
Nafrat ki aag m abi to baaki pura brashtaachaar (corruption) h

Wednesday, November 4, 2015
Topic(s) of this poem: wisdom
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success