Best Friend Poem by Rahul Choudhary

Best Friend

Har Roj Aajkal Ek hi Raaste se Gujarta hu.
Kai Log Milte Hai Aur Pass Se nikal Jaate hai.
Kuch Ke Saath Me Chalta Kuch Uhi Aage Nikal Jaate hai.
Kuch Ache Dost Mile Raaste Me Kuch MileCollege Mai.
Kuch Se Se Ek muskaan Se Dosti hai jo har roj raaste mai ek dusre ke liye chodathe hai.
Kuch Se hath milakar ek-dusre ko savendhna dene se hai.
Kuch se gale milkar ek-dusre ko vishwas dilane se hai.
Sabi se man hota hai baithkar roj jee bharkar baate karu apna shukh-dhukh bhatun.
Jab bi mai dhuki hota hu to ye muskaan ye savendhna yevishwas muje meri taqat dete hai.
ye sab mere liye anmol hai.
Kuch Dost muje sabdho se mile, jinse meri sabdho se baate hotithi.
Unhi sabdho ne hasna shikhaya.
Raat ko nind ni aati to unhi ne sabdho ne sona shikhaya.
Dost ke pass har muskil ka hal hai.
Uske pass hansi ka pitara hota hai.
Jo kabi khatm ni hota h.
Aanshu bi us hansi ko bigho ni sakte.

Ek Baat Kahu...

Ye Wo fhool hote h jo kam hi khilte hai.
Apne dosto ko sambhlkar sanjokar rakhna zindagi.
Baad me bahut yaad aayenge varna ye Zindagi.

#Rahul Choudhary

Best Friend
Wednesday, August 10, 2016
Topic(s) of this poem: best friend
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success