Mayank Pal

Mayank Pal Poems

Soch raha hun iska dosh kise dun, tujhe khud ko ya us khuda ko
Khair kusoorwaar jo bhi ho jiske seene pe guzri wo mai hi hun

kya mai ise badal sakta tha, kya mai tumse kuch aur kah sakta tha
...

Tell me who is responsible for it
you, me or this world
well, whoever be the culprit
I am the one who suffered
...

The Best Poem Of Mayank Pal

Soch Raha Hun

Soch raha hun iska dosh kise dun, tujhe khud ko ya us khuda ko
Khair kusoorwaar jo bhi ho jiske seene pe guzri wo mai hi hun

kya mai ise badal sakta tha, kya mai tumse kuch aur kah sakta tha
khair teri khushi manzoor hai par kuch jawab chahta mai bhi hun

ye gulabi aasman ye thandi saba yun to kitne dilo ko jodte honge
par mausam e bahar se door tere naam ki shamon me tanha mai hi hun

dekh ek aur kahani simat gayi aaj ek aur kissa yun hi khatam hua
aur kuch to na kar saka mai socha aaj ek ghazal tere liye mai likhun

Mayank Pal Comments

Mayank Pal Popularity

Mayank Pal Popularity

Close
Error Success