Akanksha Pandey

Akanksha Pandey Poems

Tadapta hoo me har pal teri yad me,
Dhoondhta hoo tjhko har jagah,
toot gaya hoo tere jane ke bad me,
tere bin ab koi na raha jisko he meri parwah,
...

Kya kasoor he mera?
Kyu chodhna pada mjhe sath tera?
Kyu ab mera koi mol na raha?
Kya ho gyi thi mjhse galti koi ya mene kuch boora kaha?
...

Akanksha Pandey Biography

I love to write poems. I write both in hindi and english)

The Best Poem Of Akanksha Pandey

Kaha He Tu Maa?

Tadapta hoo me har pal teri yad me,
Dhoondhta hoo tjhko har jagah,
toot gaya hoo tere jane ke bad me,
tere bin ab koi na raha jisko he meri parwah,
Maa! Kaha he tu maa?

Nai maa mjhe roz roz satae,
Papa bhi gye he mjhe bhool,
Jab bhi papa kam se vapas aye,
Mjhe to saaf krni padti he unki jooto ki dhool.
Tere bin ab jiya na jae,
Maa! Kaha he tu maa?

Jab bhi koi galti mjhse hoti,
Nai maa mjhe saza deti,
Mjhe daanti mujhe marti,
Aur ek andhere kamre me band kr deti,
Us andhere kamre me mera dil ek hi sawaal puche ki,
Maa! Kaha he tu maa?

Kaha chali gyi tu mujhe chodh kar,
Mujhse yoo mooh mod kar,
Kya tu khush he mujhe yoo dekhkar?
Maa! Kaha he tu maa?

Akanksha Pandey Comments

Akanksha Pandey Quotes

Lonliness doesn't mean that you are alone here, But it is something that explains, everyone is here, although you are alone.

Akanksha Pandey Popularity

Akanksha Pandey Popularity

Close
Error Success