Star Trilogy Poem by krishna pusham

Star Trilogy

'Rub ne unhe khubsurat toh bnaya
par usme b unhone ek raaz chupaya
ek aisa raaz jo unhe kbhi samaz na aaya
eslye unhone khudko sbse alag paya
waise wo alag thi en bheed se
fir bhi usne khudko sbse wakif karaya
un hazaro kafilo k samne
usne khud ko anjaan paya
The world is not enough
unhe ye sab raas na aaya
khudki alag pahachan banane
unhone ek naya rasta apnaya

Khule aasmaa m ghumane ka shouk tha
karke samandar m kshlang lagaya
aai aishi tufani barish
ki gumshuda nazaaro ko lekar ghar lout aaya
Wo gumshuda nazaaro m aisa kya tha
jo unhe kuch shikha laya
rangin sapno ki dariya thi jo
wo ban aaj berang sa saya
jo dard usse mila unhone zikar eska kahi kr na paya
khayalo m he dafn rah gai
uski yaado ki kaya....! ! '

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success