Daughter Poem by nancy gupta

Daughter

Hari kismat si majboor hoti hain betiyaan,
Khud k hi Astitva se door hoti hain betiyaan,
So jata h jb hr koi apne gharo me,
Tab band kmre me roti hain betiyaan., , ,

Pathar _ si dikhati hain wo, ,
Magar sheeshe si hoti hain betiyaan, ..
Sbke khushi ki doli uthe,
Khud k dard ki arthi dhonti hain betiyaan..
Sapna n toote kisi apne ka,
Khud k sapno ko asoon se dhoti hain betiyaan..
Apno k samjhane pr unke liye samjh jati hain wo, ,
Aur log khte hain, 'samjhdar 'hoti hain betiyaan...
Mitti k ghar ki hon,
Ya kisi rajmahal ki rani hon, ,
Apne man (dil) ki naukrani hoti hain betiyaan.
Bahar ate hi muskrati hain wo, ,
Andr hi andar dard sjoti hain betiyaan.
Kisi ne kha hai, , , kismat se hoti hain ye, ,
Sach khte hain wo log, kuki,
Upr wala b ' tadap' uthta hai
Jab es dhraa pr roti hain betiyaan.
, ku ni samjhta hai koi, ,
Bachcha bnkr ati hain ye, ,
Aur maa bnkr khud ka hi astitva kho deti hain betiyaan.

Hari kismat si msjboor hoti hain betiyaan.....

Wednesday, September 13, 2017
Topic(s) of this poem: daughter,daughters
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Hari kismat si majboor hoti hain betiyaan,
Khud k hi Astitva se door hoti hain betiyaan,
So jata h jb hr koi apne gharo me,
Tab band kmre me roti hain betiyaan., , ,

Pathar _ si dikhati hain wo, ,
Magar sheeshe si hoti hain betiyaan, ..
Sbke khushi ki doli uthe,
Khud k dard ki arthi dhonti hain betiyaan..
Sapna n toote kisi apne ka,
Khud k sapno ko asoon se dhoti hain betiyaan..
Apno k samjhane pr unke liye samjh jati hain wo, ,
Aur log khte hain, 'samjhdar 'hoti hain betiyaan...
Mitti k ghar ki hon,
Ya kisi rajmahal ki rani hon, ,
Apne man (dil) ki naukrani hoti hain betiyaan.
Bahar ate hi muskrati hain wo, ,
Andr hi andar dard sjoti hain betiyaan.
Kisi ne kha hai, , , kismat se hoti hain ye, ,
Sach khte hain wo log, kuki,
Upr wala b ' tadap' uthta hai
Jab es dhraa pr roti hain betiyaan.
, ku ni samjhta hai koi, ,
Bachcha bnkr ati hain ye, ,
Aur maa bnkr khud ka hi astitva kho deti hain betiyaan.

Hari kismat si msjboor hoti hain betiyaan.....
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success