Utkarsh Singh

Utkarsh Singh Poems

Suraj uga,
Ek umang thi Ankho me,
Suraj dhalta gya Umang badhti gai,
Sbah hua,
...

Kasoor tha mera,
Chahta tha tumhe Jan se bhi jyada,
Phir jate jan ko,
Kyu bachya tumne…
...

3.

Wo shabd jishme pura SHANSAR ho samaya…..
Wo shabd jise sune hoi kaliyan KHIL jatin ho…..
Wo shabd jis se hi SHUBAH ho…….
Wo shabd jhan SHAM aa ke thare…….
...

Utkarsh Singh Biography

LAW ASPIRANT)

The Best Poem Of Utkarsh Singh

Tut Gaye Sapne (Peshawar Attack)

Suraj uga,
Ek umang thi Ankho me,
Suraj dhalta gya Umang badhti gai,
Sbah hua,
Ankhen khulin'
Ek asha thi Dunia dekhne ki
Badh chla mai,
Aaj ke bhawishya ko,
EK chhote se bastey me simtey,
Kya pta tha
Jo mai liye chla tha bastey me hi rh jayega...
Tha mai ek gulab sa,
Bikherni thi khushboo mujhe chahu ore,
Kya pta tha wo khooshboo kaliyon me hi rh jayengi...
KYa kashoor tha un kaliyon ka
Jo kanton ke upar khadi thi, ,
Khilne ki umeed liye, ,
Ki suraj ki roshni milegi aur mai khil uthungi, ,
Aur bikherungi apni pankhudiyon ko, ,
Kya pta tha ki ush din badal aisa chhyega ki mai murjha jaungi......
Mai to murjhai, ,
Mere katen aur pattiyan bhi tut gye, ,
Kya kasoor tha unka...?
Par ek vishwash liye murjhai thi mai, ,
Ki har ek kali kali na rhe
GULAB BANEY.....
Parwat sa ASma me '''
Chadh rha tha mai ek chiti bnkar..
Kya pta tha ki ek hawa ka jhoka, , ,
Mujhe mujh se hi alag kar dega....
CHHOTA SA THA mai, ,
Jitna tha etna bda ASMA, ,
KYA pta tha, ,
Ki ye asma hi mujhe asma me bhula dega....
written by, ,
UTKARSH SINGH

Utkarsh Singh Comments

Utkarsh Singh Popularity

Utkarsh Singh Popularity

Close
Error Success