raghavendra vyas Poems

Hit Title Date Added
1.
Anjaam

Meri baato me tera naam hua karta thaa din raat mera yahi kaam hua karta thaa.....tujhe mere naam kee kuch toh kadr hoti me bekar badnaam hua karta thaa.....is dard ke koi dawa naa thee shafa khane me isliye shayad maikhano me jaam hua karta thaa....aur woh ashiq bhi kya dard sehta hoga jiski mahobbat ka maksad sirf itnkaam hua karta thaa......aur jin jin ko hasino ke hansi ne doka diya tha vyas un sabka kuch aisa hee anjaam hua karta thaa.......
...

Close
Error Success