Pradumna Jindal

Pradumna Jindal Poems

Chala ha 'mann' chhota sa, aaj 'PITAAH KE SAATH'
ungliyan pakde, smjhataa, bhujhata,
pitaah pakde uska hath,
nav ki chhor se lekar, neel ambar ke saath,
...

Gumnaam raaston ka kya mukaam hoga?
Ik din apna bhi koi naam hoga,
Naam jo sharabiyon ka h, iss jahan me,
ik din mera mehboob bhi badnaam hoga.
...

Teri yaadon ka, raaton ka kafila...
Saamon ka silsila, aaj thaam jaane de.
Yuu befikar aaj chalta rha...
Thoda thahar sa gaya, in kadmoon ko jam jaane de.
...

Dil thaam le, ki aisa manjar h,
naino ki bhasha ab banjar h,
tere dank sehte reh jata hu,
lage gul ab to khanjar h,
...

Dhadkano ki gehraiyo ko, sehnaiyo me lipta kr,
aanshuo ki lehro ko, jalaad tk pahuchakr,
bewaqt yun musafiro ko, jarraren(sainik) banakr,
chal utne ka waqt h,
...

Jamaane k thand me, koi aise dhoop mil jaye,
behsat bhari nigaaho me, jara si rehmat mil jaye,
lavon pe to jhooth k oos jami h, inhe piglane ko, zara si aag mil jaye.
Sadko pr to roz tamasha hota h,
...

The Best Poem Of Pradumna Jindal

Pitaah Ke Saath

Chala ha 'mann' chhota sa, aaj 'PITAAH KE SAATH'
ungliyan pakde, smjhataa, bhujhata,
pitaah pakde uska hath,
nav ki chhor se lekar, neel ambar ke saath,
chala hai 'mann' chhota sa, aaj pitah ke saath.
Itne me hi shikhak aa dhamki, pitah ne poocha tha haal,
fir hoga behaal,
sunkar ghatha shikaayton ki,
mann pada, ho gaya bejaan.
Aankh se aanshu jhar-jhar pitah ke,
utha ke god me liya sama ke.
Wo! manjar dil dehla deta h, jab koi bhadaas kisi dusre pr nikaal deta h.
Mann, fir se utha, saansen li, fir roya.....
Aur pitah se poochne laga,
'kya hu me itna anjaan? '
'hu me kya naadaan'
'me darta hu shikha ke pahredaaro se,
darta hu unke hathiyaaro se, wo julm dahate hai ek naajuk si galti pr,
MAA toh kabhi nahi dahati thi? ',
pitah hadbada kar utha,
use sene se laga liya,
shish choomke kha,
'vishwas karooga aaj se tujh pr,
na poochoga haal tera,
rishta h mera, ye naata hai gahra,
na hai vishwas,
aaj se kisi gair pr'.
Fir kya tha....
Masoom mann udne chala,
taaro ko chhone,
talhati se nikal, baadal banane,
pitah ke sath ghoomne.
Aur shishika rahi pachhtati,
gar wo! Samajh pati,
YE NAHI HAIN KOI RUEE KI BAATI.

Pradumna Jindal Comments

Pradumna Jindal Popularity

Pradumna Jindal Popularity

Close
Error Success