Waqt H Poem by Pradumna Jindal

Waqt H

Dhadkano ki gehraiyo ko, sehnaiyo me lipta kr,
aanshuo ki lehro ko, jalaad tk pahuchakr,
bewaqt yun musafiro ko, jarraren(sainik) banakr,
chal utne ka waqt h,
haiwaaniyo me kahin, mashgul hone ka waqt h...
Hiddat(teekhi) hui najro se, koi sarhad bana kr,
najro me chhupee aadaton ko, aaj nihal kr,
tumko khabar ho, ho intezaar mujhko besabar,
aaj kuch jaadui aawajo me, darhami(rehmat) ghol kr,
bediyaar(gr se bhagna) hone ka waqt h,
ruonako me khi, madhosh hone ka waqt h...
Pr in niyamo ke mulajimo ko sehra krne ka WAQT HAI.,
pankhudiyo ko pkad kr unpr fisalne ka WAQT HAI.,
raste to kai h magar, ban sake jin pr hamari maanusan un pr taabaan hone ka WAQT HAI..
By-Pradumna jindal

Saturday, April 18, 2015
Topic(s) of this poem: love
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success