Tum Se Seekha Poem by abhishek giri

Tum Se Seekha

Rating: 5.0

Mohabbat to bahuto se kiya par
ashiqui karna tum se seekha,
Phoolo per toh bahut chala par kaato par
chal na tum se seekha,
hamari jindagi toh uhi chal rahi thi par
jeene ka tarika tum se seekha,
Chand ko pane ki chahat toh sab karte hai par
pyar ko chand banana tum se seekha,
Bewafai toh hamne bahuto se ki,
par pyar me wafa karna tum se seekha,
Meri kamjori toh tum ban gai ho,
par use meri taqat banana tum se seekha,
Jism se toh pyar bahuto se kiya,
par aakho se pyar karna tum see seekha.
Hamne toh apni jindagi khuda ko soup de thi par
us se ladne ka junoon tum se seekha.
Meri jindagi toh uhi chal rahi thi pa
jeene ka tarika tum se seekha.

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
MY FIRST SELF MADE POEM
COMMENTS OF THE POEM
Jazib Kamalvi 23 January 2018

A good start with a nice poem, Abhishek. You may like to read my poem, Love And Lust. Thank you.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
abhishek giri

abhishek giri

siwan, bihar
Close
Error Success