The Garland Of Pains (Hindi) Poem by ramesh rai

The Garland Of Pains (Hindi)



yeh kavita multah bengali mein hai. yeh meri juban par tab aayee
jab mere padoshi ne kaha ek din
aapki kavita k panno ko raddiwala bhi nahi lega aur ise raaste k dust bin mein fekna padega. eesi kavita ka hindi translation pesh kar raha hoon

KAVITA

Mujhe tumhara aviwadan nahi chahiye
n hi mujhe tumhara haar chahiye
main to ekant mein baithkar kavita paath karna chahata hoon
jisse ek naye sangeet ka janm hoga
aur vedna uska raag hoga
phir main samagra vishwa ki vednaon ko ektrit kar main ek naya haar banaunga
aur use apne gale mein pahan lunga
phir Eshwar se prarthana karunga
hey Eshwar aap meri raksha kijiye
aur mere gale ka haar mijhse chhin lijiye.

COMMENTS OF THE POEM
Geetha Jayakumar 21 November 2013

Appki kavita bahut pyaari hai. Kaash ki Eshwar vedna se bhare haar ko chhin lethe hain. Lovely poem Sir.

0 0 Reply
Tribhawan Kaul 02 November 2013

Sentiments well expressed.

0 0 Reply
Yasmin Khan 02 November 2013

a spiritual write evoking divine spirit.......happy festival of Divali!

0 0 Reply
Unwritten Soul 01 November 2013

Happy diwali..shine your day_Soul

0 0 Reply
Tirupathi Chandrupatla 30 October 2013

phir main samagra vishwa ki vednaon ko ektrit kar main ek naya haar banaunga aur mere gale ka haar mijhse chhin lijiye. Poet wishes to wear a garland of pains of the universe. He then prays for getting rid of the chain. Beautiful thoughts. Ordinary man could not appreciate the poem because he loves to live with pain. Make an English version also at the bottom. Thank you.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success