Tere Bina Ab Ye Jindgi Poem by kartik kocher

Tere Bina Ab Ye Jindgi

Rating: 5.0


** Na jane kyu tere bina ab to ye jindgi aur b hasin lagne lagi h, , ,
yadain b ab to tera naaam le le kr thagne lagi h, , ,
tu to khush h na apni duniya me, , ,
hamara kya h bs sansain he to thamne lagi h, , ,
, , , tere bina ab to ye jindgi aur b hasin lagne lagi h, , ,


** kyu hui juda tu mjse, bs mje apni khata to bta, , ,
mangta hu maffi tujh se, , ek bar tu laut to aaa, , ,
tujh se duri ab mje, apni mjburi lagne lagi h, , ,
khud se kya kahu m, , ab to raat b mere sath jgne lagi h, , ,
, , , tere bina ab to ye jindgi aur b hasin lagne lagi h, , ,


** teri yaadain h mere pass, unhe bhi kyu chhodh gyi, , ,
dil jo dhadkta tha tere liye, jate jate ku tod gyi, , ,
kisi aur ki bahain kyu tje, ab itni achhi lagne lagi h, , ,
teri ye judai mje aur b kamsin lagne lagi h, ,
, , , tere bina ab to ye jindgi aur b hasin lagne lagi h, , ,

** ye dard tne diya h, mje yakin he nhi hota h, , ,
tanha itna hu k, ab to ye dil b nhi rota h, , ,
teri ye duri mjhe, ab to jaruri lagne lagi h, , ,
pa na lu tuje dobara, kuki meri ruh ab judai se darne lgi h, , ,
, , , tere bina ab to ye jindgi aur b hasin lagne lagi h, , ,

COMMENTS OF THE POEM
Rajnish Manga 29 January 2016

प्यार का हसीं सफ़र जब दर्द की राह तक आ कर दम तोड़ देता है तो जीवन प्रश्नों का चक्रव्यूह बन जाता है, मित्र.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success