Shyari.....5. Mitti Ki Khushbhu Poem by Geetha Jayakumar

Shyari.....5. Mitti Ki Khushbhu

Rating: 3.8


Kulhar mein chai peena ka
Maza kuch aur he hai
Uski her ek chuski mein
Mitti ki bheeni khushbhu aathi hai
Kumhar nei mitti ko Is tarah chaan kar kulhar
Banaya hooga
Aagar ek bhi kankad pad jaati to
Kulhar vikruit ho jaathi

Mitti ki khushbhu hai hi
Eaisi
Kee woh humein aapni aur kheech lethi hai.

Koi bhi eaisa na hoga
Jinhone mitti key khushboo ka aanand
Na chaakha ho...
Mitti hai hi easi Ki Aakhir mein
Hum usee mein leen ho jaathe hain!
Jaise koi lalla apni maa ki godh mein soo jaatha hai!

Mitti ki bheeni bheeni khushboo humein yaad aathi hai!

©ALL RIGHTS RESERVED BY GEETHA JAYAKUMAR 2014
© 2014.

Geetha Jayakumar.

Saturday, July 27, 2013
Topic(s) of this poem: soil
POET'S NOTES ABOUT THE POEM
Please also read English Version of this poem

Aroma of Soil
COMMENTS OF THE POEM
Kumarmani Mahakul 30 November 2017

It is a great write on soil dear madam. Drinking tea in an earthen cup is interesting and it gives sweet aroma too. You have written... Kulhar mein chai peena ka Maza kuch aur he hai Uski her ek chuski mein Mitti ki bheeni khushbhu aathi hai This poem is sound on philosophical ground too. It may be quoted......... Mitti hai hi easi Ki Aakhir mein Hum usee mein leen ho jaathe hain! Jaise koi lalla apni maa ki godh mein soo jaatha hai! Beautiful.Thanks a lot.

0 0 Reply
Abdulrazak Aralimatti 02 August 2016

Verily, the aroma of soil is a splendid and unique one that is liked by one and all

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success