Sequel 'To His Coymistress' In Hindi Poem by Tara Chettur

Sequel 'To His Coymistress' In Hindi

Rating: 5.0

Mere Sapon ke raj kumar,

Spano se utar ke mere bahoon me aa

Chand tare suraj sab rahenge aur hazroon saal,

Mere jawani thodi si der ke liye hey,

Isse se pehle ke ye miiti mein mil jaaye

Spano se utar ke mere bahon mein haa

Le jaaongi tumhe is duniya ki pareshaniyon se door

Par haqeeqat toh ban,

Sapno se utar ke mere bahon mein aa

Mera pyarr nahi hey sabke ke liye

tere liye samet ke rakha hai,

Meri batton ki gharayi ko samaj

Mere sapne ko sapna na bana,

Sapon se utar ke meri bahoon mein aa……………..


Pareshaniyon se bachne ke liye sapno mein rehne lagi thi

Phir tum mile, phir ahsas hua ki sapno ki duniya mein bhi..

Koi jeene ke liye tadpta hein,

Jo kabhi mara nahi who jinda hone ke liye tadpta hein,

Zindagi ki samaj mujhe sapno mein rehne se hua,

Tumse milkeke, har pal ko jeena ka man karne laga

Pata nahi ye kya hey, par mujhe samjhne aur samjhane ka mauka to doo,

Mere sapno ke raaj kumar …………

Sapno se utar ke mere bahon mein aa!
*************************************************

Sequel to Andrew marvel's 'To his coy mistress'

COMMENTS OF THE POEM
Mayur Soni 30 December 2008

kya comment likhoo, but there a truth of love in every words, life is full of love but still looking for our own love great.

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success