Seefaat-E- Moula Hussain (Alesalam) . Poem by Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

Seefaat-E- Moula Hussain (Alesalam) .

Mein kya hon tujhe is baat ka shaoor nahi,
Mein zinda hon tujhe is hayaat ka shaoor nahi.

Mein dil wa jaan-o -jahaan ne Muhammad hon,
Tu kya Jane tujhe is zaat ka Shaoor nahi.

Mein ragistaan ko summundar kar sakta hon,
Nadaan tujhe meri karamaat ka shaoor nahi.

Panjtan se aur malik-e- kousar bi mein,
Par afsos tujhe mere maqamaat ka shaoor nahi.

Pouch sakina se jo karbal mein beeti,
Tujhe karbal ke ek lamhaat ka shaoor nahi,

Mehtab zaman kya jane shamein ghariban,
Shaoor-e-Maviya hai par is raaat ka shaoor nahi.

{Copyright}

POET'S NOTES ABOUT THE POEM
copyright. Don't copy.
COMMENTS OF THE POEM

Thanks #Rajnish Magna

0 0 Reply
Rajnish Manga 23 April 2017

Malik ki shaan me pesh ki gayi ek khubsurat ghazal. Thanks, MGM.

1 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

Advocate Mehtab Gulzar @ J & K High Court at Jammu Mehtab

R/o Sagrawet, Tehsil Darhal, District Rajouri and State J&k, India
Close
Error Success