Sayari Such Bolti Ha Poem by kaavyaa kriday

Sayari Such Bolti Ha

ya khwaboan ma ankh kholti ha
zeest jub muskil ho jay
to kanoan ma rash gholti ha

Hum aur tum mil nhi skty
Jesy zamein aur asman ka mulap mumkin nhi
Jesy rail ke putriyan hmes juda rehti hein
Hum istrha se zindgy guzarty ja rhy hein
Hum to un sitaron ke manid hein
Jo bzahir to eik sath hoty hein
Lekin eik dosry se bht dour hoty hein
Humari kurbton ka natija udasyon ke surat niklta ha
Meri nzria tmhara sitara ksi aur se milta ha
Hmari tukrar mein pechtaye ka ehsas hota ha
To kefiyt iztrab mein ye khyal ata ha
Hum jo humsafar huye hein
Wo ik majbori ha
Jesy durya ke mujbori samundur mein utrta ha
Jesy phol ke mjbori k ik din murjhana hota ha
Aur ab humin prindy k puroon ke trha mjboor hona ha
Aur eik sath urna ha
Lekin hum aur tum mil nhi skty

mujhy zndage ki dua na day
meri zndage say bane nae
koi zndage pa kary yaqeen
mujhy zndage pa yaqeen nae
ya safar b kesa safar ha
mien kbi kahien to kbi kahien
mujyjis sanam ki talash the
wo mela mgr mela nae
ma wo bat hoan jo bani nae
ma wo raat hoan jo kati nae
mujy zndage ki dua na day
meri zndage say bane nae........

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success