Saanso Ki Taar Poem by Aftab Alam

Saanso Ki Taar

Rating: 4.5

meri dhadkano se saanso tak,
teri khushbu, teri khushbu
Meri chaahat ek ibaadat
teri khushbu, teri khushbu,

meri aankhen teri duniya,
ye khamosh muskurata pal
jidhar dekhu udhar dekhun
meri diwangi, mera dewwaana pan

khubsurat jahaan ki khubsurti
ek saans me pine ko mAN
KAHTA HAI, pile jile
phir yahaan se chal

chod sab chhal kapat
ye duniya, teri duniya
mujhe bas le ke chal
ghar me machi hai halchal

saanso ki haar, us par
khadi karne ko deedaar

ab kis baat ka hai intezar.
chal chal ab mat chhal

Wednesday, July 9, 2014
Topic(s) of this poem: life
COMMENTS OF THE POEM
Akhtar Jawad 10 July 2014

chod sab chhal kapat ye duniya, teri duniya mujhe bas le ke chal ghar me machi hai halchal A lovely write.

0 0 Reply
Akhtar Jawad 10 July 2014

chod sab chhal kapat ye duniya, teri duniya mujhe bas le ke chal ghar me machi hai halchal A lovely write.

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success