Pyar Ka Dard Poem by dr.Neha gupta the POEMLOVER

Pyar Ka Dard



Aaj apni bebasi pe rona hai, jaha zakhm nahi the, vaha par b drd hi payasbkuch chorh kar use apna manamagar fir b use maine kisi or k sath payajb roshni thi raho me, tb b is dil me andhera paya, manzil k itne kareeb pahuchne par, manzil ko b nhi paya, chali to thi uske hatho me hath pakad kar, magar vaha pahuchne se pehle hi, use maine kisi or ki bahon me payachali to thi pyar ki raha par, magar manzil se pehle hi dhoka payakash sapna hota, to raha me phool hote, magar hakikat me raha me maine sirf katon ko paya...

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success