Part 2 Poem by Mahfooz Ali

Part 2

Main bite nahi kar raha hoon…….fatima immroz
Main pareshan ho chukka hoon ab………

Nor I am yelling……….
Main just apni final baat kah raha hoon….ab…
Arey! Jaise maine apne andar bahut kuch jazb kar ke rakha hua tha,
Waise hi tum bhi rakhtin…..

Koi pyar ko gaali nahi deta hai….
Chahe wo rahe ya na rahe…..
Maine in teen mahinon mein kuch kaha…..
Nahi kaha na? ? ? ? ? ? ? ?

Pyar se hi rah raha tha na……..
Tumhe kuch bhi nahi kah raha tha n a?

Door ho chukka tha n a tumse?
Phir kyun mujhe pareshan karna……

Main to tumhe kabhi chhod ke nahi gaya…….
Bhaagin tumhi……..

Phir kis baat ka 10sion?
Haan?

Main to itna sab hone ke baad,
Sab kuch lutaane ke baad
Bhi tumhare paas aaya tah….
To bhaiya main kaise galat ho gaya?

Agar main bhaag jaata, jaise tum bhaagin thin…..
To chalo main galat hota bhi…….

Main bhi khuda ke ab utna hi paas hoon….
Jitna ki tum……..
Nahi paanch waqt ki ek waqt ki namaaz main bhi padta hoon ab……..
Meri company mein ek maulvi permanent rehta hai…….
Jo ki paanchon waqt ki azaan deta hai….
Usko azaan dene ka hi paisa deta hoon….

Aur khud bhi koshish karta hoon ki follow karoon…..
arey! Thik hai ek galti ho gayi thi satans mein shadi kar ke…
lekin usko bhi bahut jaldi sudhar liya tha…
ab kya allah ka theka kyat um hi ne le ke rakha hua hai kya?

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Mahfooz Ali

Mahfooz Ali

Lucknow (U.P.) India
Close
Error Success