Muje Chod Do Mere Haal Pe Poem by none .....

Muje Chod Do Mere Haal Pe



Hum jo dekhte hai
Wohi toh sekhte hai
Tum toh kehedete ho
Ye mat karo, wo mat karo
Par khud he karte ho
Phir en sabdo ka kaya mol
Puchte ho yesa kiya kaya?
Hum kahete he 'ha kiya'
Phir tum dante ho humey
Aur samjate ho 'mat karo yesa'
Tab hum mujbur ho jate
Tumhari sikayato ki
Darr se sach bol na pate
Ye jhut bolna bhi tum se hi toh sika
Ye darr tumse hi toh paya
Aurr tum chillate ho jod jod se
Tab chillane ka kaya faeda
Ki beta bigard gaya
Bigde toh sab loga dikae de te yaha
Ye bigard na toh tumhe ne sikaya
Abb gacheto na mujko aurr
In gandi aatato mai
Paresan hu pahele se
Abb chod he do muje
Mere haal pe
Jaisa bhi tha kal
Abb laga hu samalne
Khayale phiki, phiki
Erade hai majbut
Abb na rehena hai
Mujko aur mujbur
Udne ko chala ek parinda
Mehesus hone lagi hai hawaye
Wadiya, ye khuley aasman
dhime, dhime, halke, halke
Jeene mai hai abb ek maza
Jab se geradi wo jo tum ne di the
Sapney jute, jeene ki waja
Laage abb jaise ek saza
Kal tak mara tha jo
Tumhari jasbato ki dunya mai
Laagta hai abb zinda
Ha phir se hu mai zinda

Friday, April 24, 2015
Topic(s) of this poem: freedom
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success