Mere Pyare Bhanja-Bhanji Poem by arsh garg

Mere Pyare Bhanja-Bhanji



Meri didi ke hai 2 bche,
Jo hain akal ke thode se kche.
Mera bhanja jb krta hai msti,
Tb meri bhanji bhut hai hasti.

Meri 6 saal ki bhanji ka naam hai Nehal,
Jiske aane se ghar me ho gyi chal-pehal.
Mere 2 saal ke bhanje ka Aavya hai naam,
Bhut sari shaitaniya krna hai uska kaam.

Jb aate hai ye apne nanihaal,
Bana dete hai ye hamara jeewan khushaal.
Srdi ho ya ho garmi,
Unko jate dekh aa jati hai aakhon me nami.

Nehal ko cartoon dekhna hai bhut pasand,
Mushkil hai krwana uska TV band.
Use bhut acha lagta hai krna dance,
Jiske lie school me mil chuka hai use best performance.

Aavya jab shi se nhi bol pata one,
Tb yad aa jata hai khud ka bachpan.
Jabardast hai uska chalne aur bolne ka style,
Wo pehchan leta hai ki kaunsa hai kiska mobile.

Aage chalke krenge ye dono aisa kaam,
Jisse hoga duniya me inka bada naam.
Kaash ye bane aise insaan,
Jinke lie mushkil kaam bhi ho aasan.

Mere pyare bhanja-bhanji….

COMMENTS OF THE POEM
Yogesh meena 15 March 2019

Verry nice

0 1 Reply
Rakesh 04 September 2018

👌👌👌

0 0 Reply
Bhashkar 23 July 2018

Mera pyare bhanja bhanji

0 0 Reply
KAPOORCHARAN 19 June 2018

super brooooo

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success