Manqabat E Ala Hazrat Mere Murshid Tere Jaisa Koi Nahi Poem by Ahatisham Alam

Manqabat E Ala Hazrat Mere Murshid Tere Jaisa Koi Nahi



Ishke nabi ki shama dil me bedar h ab tk soyi nahi hai
Murshid tere jaisa jahaan me koi nahi hai

Ek mai hi nahi kitne aashik tujhpe fida hain
Jitna royi hai ankh tere hijr me utni ab tk royi nahi hai

Lab pe mere bs ek ilteja hai
Dil e alam ki bs ye hi dua hai
Na chhoote ye daaman tera mujhse kabi bhi
Na bichhde faiz tera mujhse kabhi bhi
Ae Razaa ishke duniya me hm khud ko mitate rahe
Dard sahte rahe chot khate rahe
Ishke ahmad ki shama mere seene me jala do
Bekali mere dil se khudara mita do
Meri naiyya dariya e ishke nabi me khoi nahi hai
Mere murshid tere jaisa koi nahi hai.

Tuesday, March 25, 2014
Topic(s) of this poem: art
COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success