Main Sonna Chahta Hu Poem by imnt alive

Main Sonna Chahta Hu

main sona chahta hu
sakuun ki neend kuch pal ke lie
khawaboon mein khona chahta hu
kuch pal ke lie
kuch aarman dil mein hai

kuch sapne aashaon mein hai
unko sach hote dekhna chahta hu kuch pal ke lie
main sona chahta hu
sakoon ki neend kuch pal ke lie
sochta bahut hu
karta kuch b nai
apne khawaboon mein khona chahta hu kuch pal ke lie
sach maqno ye duniya ek sapna hai
yaha har kisi ko kehta koi apna hai
yaadon mein chupa kar
dil mein basa kar kahin dur jana chahta hu kuch pal ke lie
puchu us khuda se jisne ye jannat banayi hai
insaan ke sinne mein dil dekar
kya usne b koi saja payi hai
kuch pal kuch lamhe
sakoon se jo jee lu

aisa ek khawab pironna chahta hu kuch pal ke lie
main sona chahta hu sakoon ki neend kuch pal ke lie

-
nt alive

COMMENTS OF THE POEM
Mahfooz Ali 31 December 2008

achcha...yeh batao.....kaun si bus mein aj safar kar ke aaye ho......5 rupaye mein dus shayARI ki kitaab milti hai....

0 0 Reply
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
imnt alive

imnt alive

jannat e hasin
Close
Error Success