Kismath Ka Dastoor Poem by Jacinta Nevis D'souza

Kismath Ka Dastoor

Rating: 4.0

kuch yaade yaad hi reh jati hai
kuch yaade maan ko bega deti hai
yaade tho athi hi jati rahengi
par zindagi zhare ke tarah behti jayegi

lamho ko karna tha humhe kedh
par na aye humare hatho mai reth
bena boye lagarahe thai hum beejh
kaise hothi humare khethi seejth

dhek kar humhe wo aapna aaj bhoot(present) bhool gaye
kya patha tha bhavisha mai wo humhe wartamaan bage
kuch bhi kaho wo lamhe humare dil ko choo gaye
par gham ke sath humhe bahut sikka kar chale gaye

par yaade tho yaadhe hi rehjate hai
jab log wadhe bhool jate hai
kisi ko kuchi dekar log aapna maan bhelate hai
is ko hum kismath ka dastoor ka naam dete hai

COMMENTS OF THE POEM
READ THIS POEM IN OTHER LANGUAGES
Close
Error Success